Gair ALLAH ko lafz “YA” Ke Sath pukarna ALLAH TAAL’A ke Kalaam se.
YA RASOOL ALLAH ﷺ Ya ALI رضي الله عنه Aur YA GAUS AZAM رضي الله عنه Jayez hai.
القران :- یٰۤاَیُّہَا النَّبِیُّ
اے غیب کی خبریں بتانے والے ( نبى ﷺ )
Aye Gaib ki khabre batane wale (NABI ﷺ)
O Communicator of the hidden news (Prophet ﷺ)
( AL-ANFAL – 8:70 )
القران :- یٰۤاَیُّہَا الْمُزَّمِّلُ
اے جھرمٹ مارنے والے
Aye Jhurmat marne wale.
‘O the enwrapped one
( AL-MOZZAMMIL – 73:1 )
القران :- یٰۤاَیُّہَا الْمُدَّثِّرُ ۙ
اے بالا پوش اوڑھنے والے
Aye Bala posh Audhene wale
‘O the mantled (a coverlet) one;
( AL-MUDDATHTHIR – 74:1 )
In Teeno Ayat main HUZUR ﷺ Ko “YA” keh ki Mukhatib kiya gaya.
القران :- قُلْ یٰعِبَادِیَ الَّذِیۡنَ اَسْرَفُوۡا عَلٰۤی اَنۡفُسِہِمْ لَا تَقْنَطُوۡا مِنۡ رَّحْمَۃِ اللہِ ؕ اِنَّ اللہَ یَغْفِرُ الذُّنُوۡبَ جَمِیۡعًا ؕ اِنَّہٗ ہُوَ الْغَفُوۡرُ الرَّحِیۡمُ
تم فرماؤ اے میرے وہ بندو جنہوں نے اپنی جانوں پر زیادتی کی اللّٰہ کی رحمت سے ناامید نہ ہو
Tum farmao aye mere wo bando jinho ne apni jano per ziyadati ki ALLAH ki rehmat se na Umeed na ho.
Say you, ‘O My bondmen who have committed excesses against their own souls ‘despair not of the mercy of Allah’ Undoubtedly,
( AL-ZUMAR – 39:53 )
Is Ayat main qayamat tak paida hone wali UMMAT ko یٰعِبَادِیَ keh kar pukara gaya, tu is ke jawab main ummati bhi apne AAQA ﷺ aur naik bando ko “YA” keh kar pukar sakte hai.
Warna agar gunah hota tu phir RAB KAREEM JAL JALALAHU apne HABIB ﷺ koi is tarha momino ko pukarne ka hukum na deta maalom huwa ki na woh Shirk tha aur na yeh Shirk hai.