HUMARE SARKAR SHAHE AALAM.(رضى الله عنه)
SHAB-E-WILADAT AUR HUZUR SARKAR E DO AALAM صلی اللہ تعالیٰ علیہ وسلم. KI BASHARAT…
☀NAMAZ-E-TARAVIH ME ISLAAH….
☀DUA-E-SHIFA KI TALQEEN….
☀TILAWAT-E-QURAN-E-KAREEM KARTE HUE PAYDA HUE…..
BAIE-T-O-KHILAFAT….
☀HAZRAT SHAH-E-ALAM HAZRAT BAWA BARKULLAH CHISHTI KI KHANKAH ME….
☀AAP BADE HI ALA MARTABE KE WALI E QAMEEL HAI….
🌟Aap ko ALLAH ta’ala ne maqaame Mehboobiyat ata farmaya hai.
Wilayat ka ye aala Darja bahut kam Auliya ko haasil hua hai…
⚡Jin me Gause aazam Shaikh Abdul Qaadir Jeelani (Mehboob e Subhani)
⚡Khwaja Nizaam-ud-deen Auliya
(Mehboob e Ilaahi) aur
⚡Makhdoom Ashraf Jahaangir Simnani rahmatullahi alaihi
(Mehboob e Yazdaani) saamil hain.
⭐Aap ko ALLAH ne ye In’aam ata kiya tha ki aap jab chahte Huzoor sallallahu alaihi wa sallam ka deedar jaagti Aankho se kar lete.
🌟Aap hamesha Sunnate Rasool par amal karte the aur Huzoor sallallahu alaihi wa sallam ka Ishq me Aise Doobe rehte the ki Sarkar sallallahu Alaihi wa sallam ki shaan me adna si bhi be-adabi ya Tauheen Bardasht nahi karte the aur khilaafe shariat amal karne walo se sakht Muakheza farmate.
⭐Ek martaba kisi ne Azaan me Huzoor Rasool-Allah sallallahu alaihi wa sallam ka Naam mubarak sunkar Anguthe chumne ka sabot e sharai daryaft kiya to aap ne farmaya…
⚡‘Hairat hai logo ke Haalat par ki kisi Baadshah ka Naam sunkar Khaladallahu Mulkhu kehte hue seene par haath rakhkar sar kham karke apni mohabbat o aqeedat ka Izhaar karte hain tab is fail ka saboot e sharai kyun nahi puchhte.’
Aap Roz raat ko ibaadat aur zikre ilaahi me masroof rehte….
⭐Aap farmate hain ki
‘Dunya ko Uqaba par 3 Baato me fazeelat haasil hai aur ye 3 cheezen sirf dunya me hain,
✅Uqaba me nahi –
✅Raahe khuda me kharch karna,
✅Kuffar se Jihaad karna
🌟Namaaz ke liye takbeere tehreema jo Mo’min ki Me’araj hai aur Huzoor pyare Aaqa sallallahu Alaihi Wa Sallam ki Aankho ki thandak hai.
Uqaba Daar-ul-in’aam ya Daar-ul-jazaa hai.
☀Aap ki mashhoor kitaaben :
✅Lamia-ut-Taariq-al- Burhaaniya…
✅Risala-e-Saadiqiya …..
✅Munaajaat-ul-Aashiqeen….
⭐Aap ke Jum’aa ki taqreer o Bayan ka majmua ‘Khutba-e-Shaahiya’ ke naam se mashhor hai.
🌟Aap ke mashhoor khalifa :
☑Sayyed Mohammad Zaahid,
☑Maulana Shaikh Ahmad Miya Makhdoom,
☑Sultan Shah Gajni,
☑Hazrat Qutb-Bud-deen,
☑Malik Abdul Lateef Davrul mulk,
☑Khawaja Ahmad bin Dosan,
☑Qaazi Shaah Hammad,
☑Qaazi Ismaa’eil Ishfahani,
☑Maulana Shaikh Muhammad Suharwardi.