Kunde Ki Niyaz me Hone wale 5 Badi Ghalat Fehmiya

Kunde Ki Niyaz me Hone wale 5 Badi Ghalat -Fehmiya

 

1. Kuch log dates ko lekar pareshan hote hai , 15 rajab ko ya 22 rajab ko ya rajab k mahine me kabhi bhi ap ki sahulat k hisab se kar sakte hai.

 

2. Kuch kahte hai ki Sirf Mittih ke bartan me hi Hogi Niyaz kisi or me nahi ye bhi ghalat hai kisi bhi metal Ke bartan me rakh sakte hai.

 

3. Kuch kahte hai ki Sirf ek hi Room me khana chahiye, toh Ulama ne iski bhi koi haqiqat nahi batayi aap jaha chahe jise chahe khaye khila sakte hai.

 

4. Kuch kahte hai Mutton Chicken nahi khana chahiye #Niyaz me toh iski bhi Koi haqiqat nahi Jo Halal chiz hai Sab kha sakte sab Niyaz me use karsakte hai.

 

5. Kuch Log Ye Zaruri samjhte hai ki Kundau ke Niche Rice ya Bhaji tarkari rakhna zaruri hai ye sab ki bhi koi haqiqat nahi Hai.

 

Khair Har Jagah Alag Alag Riwaj hai lekin ye isalesawab hai Jaise chahe karo , Jitna Ghareebo ko khilauge utna sawab waise ye koi Farz Wajib chiz nahi hai, Aise Ghalat fehmiyo se bachna chahiye Dusre log mazak udhayenge , apki harkatau ki wajah se #Ahlesunnat badnaam hogi.

 

Leave A Reply

Your email address will not be published.

This website uses cookies to improve your experience. We'll assume you're ok with this, but you can opt-out if you wish. Accept Read More

Privacy & Cookies Policy