Noor E Mustafa ﷺ Aur Quran E Majeed
قَدْ جَآءَكُم مِّنَ ٱللَّهِ نُورٌ وَكِتَٰبٌ مُّبِينٌ
بیشک تمہارے پاس اللہ کی طرف سے ایک نور آیا اور روشن کتاب
Be Shaq Tumhare pass ALLAH ki Taraf se Ek Noor Aaya aur Roshan Kitab.
Undoubtedly, there has come to you from Allah a light and a Book, luminous.
5-Al-Ma’ida : 15
Mufassir Islam SAHABI E RASOOL SALLALLAH ALEHE WASALAM HADRAT ABDULLAH BIN ABBAS RADI ALLAH ANHU is Ayate kareema ki tafseer ke tehet farmate hai “NOOR” se Muraad HUZUR E AKRAM SALLALLAH ALEHE WASALAM hai.َكِتَٰبٌ مُّبِينٌ se muraad Quran Hai.
(Tafseer E Ibn E Abbas).
يُرِيدُونَ أَن يُطْفِـُٔوا۟ نُورَ ٱللَّهِ بِأَفْوَٰهِهِمْ وَيَأْبَى ٱللَّهُ إِلَّآ أَن يُتِمَّ نُورَهُۥ وَلَوْ كَرِهَ ٱلْكَٰفِرُونَ
چاہتے ہیں کہ اللہ کا نور اپنے منہ سے بُجھا دیں اور اللہ نہ مانے گا مگر اپنے نور کا پورا کرنا پڑے برا مانیں کافر،
Chate hai ki ALLAH ka NOOR apne Moh se bhujha de aur ALLAH na maane ga magar apne NOOR ka pura karna padhe bura maane kafir .
They wish to put off the light of Allah with their mouths and Allah will not agree but to perfect His light, though the infidels may dislike it.
9-At-Tawba : 32
Mufassarin is ayate ki tafseer main likhte hai ki is ayat main noor se Muraad HUZUR ﷺ hai.kuffar cahte they ki HUZUR ﷺ Ko (Maaz ALLAH ) Qatal kardiya jaye Quran E Majeed ki is Ayat main wazeh hai ki ALLAH TAALA ne Apne HABIB ﷺ ke Qatal per kisi ko Qudrat nahi di.
Bad Aqeedo ke Aitraz ka jawab :- kuch log yeh ayat jis ka tarjuma hai (KEH DO MAIN ZAHIRI SURAT MAIN TUMHARI TARHA BASHAR HO) Padh kar HUZUR ﷺ Ki bashariyat ko uchalte hai Halanki AHLE SUNNAT W JAMAT ka Aqeeda hai ki HUZUR ﷺ NOORI BASHAR hai.HUZUR ﷺ Ki nooraniyat aur Bashariyat Dono per IMAN Rakhna zarori hai kiyo ki yeh Quran se Sabit hai.